Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Vinod Mehra
Home Vinod Mehra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin lab hilen to mogre ke phool khilte hain kahin aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hain kahin aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin aap ki baaton mein phir koyi sharaarat to nahin bevaja taareef karna aap ki aadat to nahin aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain ho aap se bhi khubsoorat aap ke andaaz hain aap ki aankhon mein kuch mehke hue se raaz hain
ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte baadal se tera kya hai kuchh naata oooo baadal se tera kya hai kuchh naata kaahe jhoome naache gaaye kaahe jhoome naache gaaye aaye jab saawan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte mann ke dwaare se chori chupke se oooo mann ke dwaare se chori chupke se sapnon ki tu paayal baandhe sapnon ki tu paayal baandhe guzre chhana nan chhan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan ooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ek akeli tu meri saheli tu oooo ek akeli tu meri saheli tu jiss ka koi saathi naahin jiss ka koi saathi naahin uska kya jeevan baanwari si tu phire kaun hai tera sajan hooooo ae ri pawan dhoondhe kise tera mann chalte chalte ae ri pawan
aaaaa aaaa aaaa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare shyaam pukaare gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare kabhi mere kabhi tere ghar ko gayee shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare gali gali mein gokul ki yeh naam pukaare baithi hai jamunaa kinaare kabhi mere kabhi tere ghar ko gayee shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi kabhi kahin pe mil bhi gaya mohan pyaara bansi bajee pee ne pukaara bansi mein aise khoyi wo so gayi shyaam ko dhundhate aap hi kho gayi aa aa ae sakhi radhike banwari ho gayi ae sakhi radhike banwari ho gayi
haath mere hain madhu kaa pyaala haath mere hain madhu kaa pyaala tera roop bana madhushaala haath mere hain madhu kaa pyaala boond boond mein roz mita hoon kab chhalki sapnon ki haala jab poonam ki madira barseeeeeee jab poonam ki madira barseeeeeee tujhe chaandni mein nehlaaye nehlaaye nehlaaye tab ye gora badan tumhara tajmahel ban jaaye roz subah ki ek boond ko tarse ye tera matwaala haath mere hain madhu kaa pyaala tera roop bana madhushaala haath mere hain madhu kaa pyaala
haai hmmm hmm hmm ho o o hoooo kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon hoo khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe dushmanon se mohabbat hai shaayad main iss dosti dushmani se khafaa hoon main iss dosti dushmani se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon magar main jahaan jab jise dekhtaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua
kitni khubsoorat ye tasveer hai mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai are mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain saathi ye humaari taqdeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se tauba ye hawaa hai yaa zanzeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara mujh saa koi aashique ye dilgeer hai are kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai
ho maaf karo haan maaf karo jane do aare jane do haye allaah haye haye allaah chhod do na chhod chhod do na chup ma ma ma maaf karo ma ma ma maaf karo ja ja ja jane do ja ja ja jane do haye haye haye allaah haye haye haye allaah chho chho chho chhod do chho na chho chho chhod do na aare paagal ho gayi ho kyaaa tum ma ma ma maaf karo ma ma ma maaf karo ja ja ja jane do ja ja ja jane do haye haye haye allaah haye haye haye allaah chho chho chho chhod do na chho chho chho chhod do na aare paagal ho gayi ho kyaaa tum chup aaye pyaar se ho ho chori chori sitaron ki chhaiyan tra da tum ko pyaar hi se kachche dhaage mein baandha hai saiyan haan haan haan aaye pyaar se chori chori sitaron ki chhaiyan tra da tum ko pyaar hi se kachche dhaage mein baandha hai saiyan keh to raha hu main sanam maaf bhi karo galati huyi bandhan to ab khulta nahin karte raho ueei ueei chup ma ma ma maaf karo ma ma ma maaf karo ja ja ja jane do ja ja ja jane do haye haye haye allaah haye haye
main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin koi nahin koi nahin ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin koi nahin koi nahin tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin koi nahin koi nahin aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa main kise apna kahoon aaj mera koi nahin tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin
aaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa oooo oooo ooooo ooooo oooo ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re mat pardesh jaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re kahaan se tu aaya kahaan jaayega tu ke dil ki agan se pighal jaayega tu dhuwaan ban gayi hai khayaalon ki mehfil mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ooooo megha re megha re megha re megha re mere ghum ki tu dawaa re dawaa re aaj tu prem ka sandes barsaa re ooooo megha re megha re megha re megha re barasne lagi hain boondennnn tarasne laga hai mann hooo oooo zara koi bijali chamkiiii larajne laga hai mann aur naa dara tu mujhko oo kaale kaale ghan mere tan ko chhoo rahi hai preet ki pehli pawan ooooo megha re megha re megha re megha re meri sun le tu sadaa re
ye ye ye ye aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa a aa a aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga re mann sur mein ga re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga koi taar besur na bole na bole koi taar besur na bole na bole re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jeevan hai sukh dukh ka sangam jeevan hai sukh dukh ka sangam maddham ke sang jaise pancham maddham ke sang jaise pancham dono ko ek bana bana bana bana re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga dil jo dhadke taal baje re dil jo dhadke taal baje re taal taal mein samay chale re taal taal mein samay chale re samay ke sang ho ja aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jag hai geeton ki rajdhaani jag hai geeton ki rajdhaani sur hai raaja laiy hai raani aa aa sur hai raaja laiy hai raani raaj roop ban jaa ban jaa ban jaa ban jaa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur
naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa naa biwi naa bachchaa naa baap bada naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa bin rupaiyaa to mister teri mummy kaa pyaar jo paida karta tujhe to kabhi naa kar sakta mere yaar dactor laut jaata fee naa milti agar tu maa ke pote ke ander pada hi reh jaata har baar to kiya jisne paida wo ishwar hai naa maiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa haath khaali agar tu marr gaya meri jaan naa agni tujhko chhuegi naa dharti hi degi maan had ye hai mere bhaai ye khudaaon ka ghar teri daulat ne banaaya to huye khush allah bhagwaan tu iss duniyaa ke khaatir jodi jaa aana paiyaa the whole thing is that ke bhaiyaa sabse bada rupaiyaa ek leader ko dekho he is looking so very glad udaata phirta dinner hai in the hotel sun n send uss ke ladke ki shaadi dekhe jaa ye naa poochh kahaan se aaya ye haathi from where this english band aaj
waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote badle na hum tum kabhi rut yeh badalti rahe do dilon ki yeh baat chalti hi rahe hoooo aake bahaaron ki chhanv jaati rahe dhalti rahe na phire yeh nazar dil se dil na roothe zamaana chahe chhoote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote hone denge aisa na hum kal ko zamaana hanse yun kare pyaar ka naam duniyaa yaad kare hum pe gire bijliyaan aandhi ke toofan chale haath se ye tera aanchal ab na chhoote zamaana chahe chhoote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Aankhon Mein Kuch Ghar (1978) 04:20 20063
 
Poster of Ghar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Vinod Mehra
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:20   Song Number : 20063   

Ae Ri Pawan Bemisal (1982) 05:37 12878
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan, Vinod Mehra
Duration : 05:37   Song Number : 12878   

Ae Sakhi Radhike Banwari Jurmana (1979) 06:12 13475
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan, Vinod Mehra
Duration : 06:12   Song Number : 13475   

Haath Mere Hain Aarop (1974) 03:05 12592
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Vinod Mehra
Duration : 03:05   Song Number : 12592   

Kisi Baat Par Main Kisi Se Khafaa Bemisal (1982) 05:09 20778
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:09   Song Number : 20778   

Kitni Khubsoorat Ye Bemisal (1982) 04:40 12879
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhi
Duration : 04:40   Song Number : 12879   

Maaf Karo Maaf Karo Do Phool (1973) 03:48 15151
 
Poster of Do Phool (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Aruna Irani, Vinod Mehra
Duration : 03:48   Song Number : 15151   

Main Kise Apna Kahoon Ek Thi Reeta (1971) 04:37 20858
 
Poster of Ek Thi Reeta (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Tanuja, Vinod Mehra
Duration : 04:37   Song Number : 20858   

Megha Re Megha Pyaasa Sawan (1981) 06:41 14004
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:41   Song Number : 14004   

Re Mann Sur Mein Ga Lal Patthar (1971) 04:16 12245
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Hema Malini, Vinod Mehra
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 12245   

Sabse Bada Rupaiyaa (Na Bibi Na Bachha) Sabse Bada Rupaiya (1976) 03:06 12463
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
Singer- 
Mahmood, Sathi
Duration : 03:06   Song Number : 12463   

Waada Karo Jaanam Sabse Bada Rupaiya (1976) 05:07 14100
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Vinod Mehra
Duration : 05:07   Song Number : 14100   
Karaoke Songs of Vinod Mehra, Sad Songs of Vinod Mehra, Love Songs of Vinod Mehra, Dance Songs of Vinod Mehra, Hip-hop songs of Vinod Mehra, Best songs of Vinod Mehra, Super hit songs of Vinod Mehra, hit songs of Vinod Mehra, duet songs of Vinod Mehra, solo songs of Vinod Mehra, old songs of Vinod Mehra, famous songs of Vinod Mehra, Hindi Karaoke Songs of Vinod Mehra, Hindi Sad Songs of Vinod Mehra, Hindi Love Songs of Vinod Mehra, Hindi Dance Songs of Vinod Mehra, Hindi Hip-hop songs of Vinod Mehra, best Hindi songs of Vinod Mehra, super hit Hindi songs of Vinod Mehra, hit Hindi songs of Vinod Mehra, duet Hindi songs of Vinod Mehra, solo Hindi songs of Vinod Mehra, old Hindi songs of Vinod Mehra, famous Hindi songs of Vinod Mehra, Sing Along Songs of Vinod Mehra, Sing Along Sad Songs of Vinod Mehra, Sing Along Love Songs of Vinod Mehra, Sing Along Dance Songs of Vinod Mehra, Sing Along Hip-hop songs of Vinod Mehra, Sing Along Best songs of Vinod Mehra, Sing Along Super hit songs of Vinod Mehra, Sing Along hit songs of Vinod Mehra, Sing Along duet songs of Vinod Mehra, Sing Along solo songs of Vinod Mehra, Sing Along old songs of Vinod Mehra, Sing Along famous songs of Vinod Mehra